Chehre Pe Mere Zulf Ko Phailaao Kisii Din
Kyaa Roz Garjate Ho Baras Jaao Kisii Din
Khushbu Kii Tarah Guzaro Mere Dil Kii Gali Se
Phulon Ki Tarah Mujh Pe Bikhar Jaao Kisi Din
Kyaa Roz Garjate Ho Baras Jaao Kisii Din
Khushbu Kii Tarah Guzaro Mere Dil Kii Gali Se
Phulon Ki Tarah Mujh Pe Bikhar Jaao Kisi Din
=============
Aawargi mei “mohsin” is ko b hunar jana,
Iqrar-e-wafa kerna, phir us se mukar jana
Iqrar-e-wafa kerna, phir us se mukar jana
Jab khwab nahi koi, kya zindagi ka karna
Har subh ko jee uthna har raat ko mar jana
Har subh ko jee uthna har raat ko mar jana
Shab bhar k thikane ko ik chatt k siwa kya hy,
Kya waqt pe ghar jana, kya dair se ghar jana,
Kya waqt pe ghar jana, kya dair se ghar jana,
Aisa na ho darya mei tum baar-e-garaa’n thehro,
Jab log ziada hon kashti se utar jana,
Jab log ziada hon kashti se utar jana,
Suqraat k peene se kya mujh pe ayaa’n hota,
Khud zehr piya mei ne tab us ka asar jana,
Khud zehr piya mei ne tab us ka asar jana,
Jab bhi nazar aao gy hum tum ko pukare’n ge,
Chaho to thehar jana chaho to guzar jana…
Chaho to thehar jana chaho to guzar jana…
==============
Be_Rehmi” Se He Sahi Magar Kuch Bola To Karo
Chup Rehte Ho To Nafrat Ka Gumaan Hota Hai
=-=------=========------==
“Achha Dost Kitni Dafa Hi q Na Ruth Jaye Usay Mana Lena Chahiye.
kyun K,
kyun K,
Woh kamina aap K sare raaz telecast kar dega
=============
Yöön möhabat Amär nähi
höti,
höti,
Jäb täk aik dösrey ki fikär
nähi höti,
nähi höti,
Yöön tö tum se shikwey häzärön häin,
Mägär tùm bin zindägi bäsär nähi höti.
================
Agar
~~¤~~
MOHABBAT Un se na milay jin se aap""piyar"" kartay hon.
To phir.
""MOHABBAT"'
Un ko zaroor dena jo aap se ""pyar""kartay hain
=-00=0=0=0=0=
Is Umeed Ko Kabhi Tootane Mat Dena,Dil Ka Rishta Kam Hone Mat Dena,Kai Pyar Milenge Mujhsye Bhi Achay,Bas Meri Jagah Kisi Ko Lene Mat Dena.=================Lehar ko pyar tha kinary sePar uski shadi ho gaye samander seKinary ki chahat lehar ko khench lati haiPar badnam na ho MUHABAT is liye wo loat jaati hai===========Zikar krta hai “DIL” suba shaam tera,Girte hain Aansu Banta ha NAAM tera,Kisi aur ko Q Dekhen ye Aakhen,jab “DIL” pe lekha hai sirf -”NÄÄM”- tera.==============RAAT”k pichly “PEHAR” sy, Koi jany kab sy “JAAG”raha hy,“AAKHEN” hen “BAND”or “HATH” hen “BULAND” Tu kya jany “TUJHY”koi “RAB” sy MAANG”raha hy===========Har kisi ko piyara banaya nahi jata.Piyar wo rishta hai jo azmaya nahi jata.Hath to mil jaty hain ajnabiyon sy.Magr Dil har kisi sy milaya nahi jata.=-=0=0-=-=0=-==Tumhare bin nahi Rehna mujhe TUMSE mohabbat hai.Hai TUMSE bas yahi kehna mujhe TUMSE mohabbat hai.Zaban to keh nahi sakti TUMHAIN ehsas to hoga.MeRi Aankhon ko paRh lena mujhe TUMSE mohabbat hai.TUMHARE naam kaR di hai ye poRi zindagi apni.Bhalay hi dukh paRay sehna mujhe TUMSE mohabbat hai.